Rozana nahaana
Q: Kiya Islam rozana nahaane se mana karta he?
Q: Kiya Islam rozana nahaane se mana karta he?
Q: Mujhe Allah ke karam se beta hua he. Me us ka naam Mujeeb Ahmad rakhna chahta hu. Kiya ye poora naam rakhna teek hoga?
Q: Kiya ghair Muslim ke nikaah me gawaah ban sakta he?
Q: Kiya pehle se kafan prepare kar ke rakha jaaiz he?
Q: Agar Allah se wada kar ke tor diya aur uska kaffara ada kar diya to kiya phir wo kaam dobara kar sakte he ya nahi?
Q: Mujhe hamesha white discharge hota he. Yaqeen he ke koi wet dream nahi he aur morning me uthne ke baad white color discharge he jo rozana din ke douran bhi hota hai. Kiya is condition me rozana ghusl karna hoga?
Q: Agr shohar ki behno ko har thori arse bad apne bhai ki biwi pe jhooti ilzaam lagane ke bad ye khwahish ho ke ab unka bhai apni biwi se kahe ke meri behno se mafi mango aur un ko mano ke wo apne bhai ke ghar aya jaya kare aur agar us shakhs ki biwi ye kahe k mujh pe jhoote ilzaam bhi inho ne lagaye he ab ulta maafi bhi me hi mango aur is pe us shakhs ki behne usko majboor kare ke tum kaise mard ho jo apni biwi sy hum se maafi nahi mangwa sakte or humare aage jhuka nahi sakti aisi soorat me biwi ko kiya karna chahiye jab ke wo is sare mamle me zehni or jismani tor par bhi bimaar ho chuki ho.
Q: Meri nikaah hua he aur kisi wajah se rukhsati foran nahi hosakti he aur mujh me aur mere shohar me shehwat bohot ziyada he to wo mujhse phone par dil lagi ki aur bose bazi ki baate kar ke lazzat lete he lekin hum koi ghalat kaam nahi karte shehwat ko bardasht karte he.
Kiya humara phone pr yu baat karna jaiz he is se hume aaram bhi milta he aur shehwat bohot barh bhi jaati he aur mera aur mere shohar ka zehani dabao us waqt halka hota he kuch.
Q: Agar subah uthne par shalwar me nami mehsus ho aur guman ho ke peshab ke qatrat he aur washroom jaane par shalwar sukhi ho aur smell bhi na ho to kiya hukam he?
Q:
1. Nazare bad ya phir yu bhi kahe ke ghair mahram ko daikna
2. Ghair mahram se phone pe baat karna
3. Ghair mahram ke haat ko shake karna ya hug karna
4. Ghair mahram ko normal kiss dena.
Islam me in cheezo ki kiya hasiyat he or kiya in cheezo ka koi saza maqurrar he?