Wazeefah parhne ke liye ijaazat lena
Q: Kiya hum wazifa parhne ke liye ijaazat lena parega? aur jo wazifa jo books me milti us ka parhne ke liye bhi ijaazat lena parega kiya?
Q: Kiya hum wazifa parhne ke liye ijaazat lena parega? aur jo wazifa jo books me milti us ka parhne ke liye bhi ijaazat lena parega kiya?
Q: Meri ammi ki iddat 4month 10din ke bad khtam ho jayegi aur iske bad mere cousin ki shadi hai to kya wo uski shadi me shamil ho sakti hain aur job kar skti hain? Kuch logon ne humse kaha k iddat ke 1sal bad hi karein kuch?
Q: Kya koi kanwara larka kisi shadi shuda aurat se agr kissing krta ho sharamgha ko hath lagata hai aur aurat b hath lagati h kissing krti h yeh ammal zina hai?
Q: Qasar namaaz safar me adaegi poori kar sakte he misaal agar apne rishtedaar ke yahan jayen or wahan bhi qasar namaz parhenge ya poori namaz?
Q: Allah Tala Quran ma farmata ha k wo shirk k ilawa sub gunnah maaf kr sakta ha to yahudi (jews) b to 1 Allah ko manty ha to wo ku jahanam ma jaye gy?
Q: Kya raat me sharamgaah ke kapkapahat ya matlab raat ko sote huwe aadhi need me ho bandi ke sharamgaah me kuch mahsoos horaha ho ya kuch kapkapaahat ho aur bandi thora jaag jaye aur usse mahsoos ho raho ke sharamgaah me harkat horahi ho to kya uske bad ghusal fardh ho jaata he?
Q: Jis tarah log ilaqon k name rakhtay hain safa...marwa...arafat...hira...sidratulmuntaha...riyaaz.. Kia isi tarah Minaa name rakh saktay hain...(haajion k rehnay ki jagah )...kuch log mana karahay hain....
Q: Mai ye jan na chahti hu k Huzoor sallallahu alaihi wasallam ne kaha tha mai apne nawason se mohabbat krta hu Allah tu bhi mohabbat kr ar hi Huzoor k nawason se mohabbat krega Allah us se mohabbat krega to ye batayiye hm sunni musalman Huzoor sallallahu alaihi wasallam k nawason Hassan as ar Hussain se mohabbat krte hai? ye kaise pata chalega isko show kaise kre unk liye kuch padha kuch krna chahiye koi dua padhni chahiye jis se pata chale k hm log mohabbat krte hai shiya muslim to matam kr k apne gham ar dukh ka izhar kr lete hai hm log to matam nhi kr sakte lekin koi special dua to hogi
Q: Kia hum Qurbani alag say hisa daaal kar apny marhooom maa baap ki taraf say kar sakry hain yah nhi?
Q: Kya hume qaza-e-umri ada karni chahiye?