Sirf Muhammad naam rakhna
Q: Mera beta hua ha and me apne bete ka name Muhammad bin waheed rakha ha and Muhammad se mukhatib kru ga. Mere kuch relatives keh re hain k only Muhammad name na rakho Muhammad k sath dosra name rakho mukhatib krne k liye akela Muhammad name rakhne se name ki be adbi hogi agar roughly andaz me koi bat krta ha to. Me pochna chahta Hu k only Muhammad name rakhne k bare me Kia hukam ha?