Allah Ta'ala se wa'dah karna
Q: Agar kisi na Allah sa wada kia hua ho to kiya Allah Ta'ala sa kia hua wada kafarah ada kar k wapis lia ja sakta ha ya nhi?
Q: Agar kisi na Allah sa wada kia hua ho to kiya Allah Ta'ala sa kia hua wada kafarah ada kar k wapis lia ja sakta ha ya nhi?
Q: Recently mere husband ne mujhe 1 divorce di hai or mai 4months pregnant houn ab meri iddat kitni hai?
Q: Main saheb-e-nisab hon or meri zakat mere husband ada karte hain or main job nahin karti to kia hamain ek qurbani karni ho gi ya alag?
Q: Sunnat-e-muakkadah yani zuhr ki chaar sunnat me do rakaat ke baad jab qadah karte he to sirf attahiyyaat parhte he! Lekin mere kuch saathi kehte he sunnat-e-ghair muakkadah yani esha ya asr ki chaar sunnat me do rakaat ke darmiyaan me attahiyyaat ke saath durood shareef bhi parhenge kya? Is ki wazaahat karde.
Q: Main Rabb sy apni muhabbat k liay dua mangta hun to dua ma Rabb e Ta'ala ko usk Mehboob Madani sallallahu alaihi wasallam ki kasam or waasta deta hun. kbhi mery alfaaz is muqaaam tak ja phnchty hen jab ma Khuda paa ko ye b kehta hu k Rabb e Ta'ala apny Mehboob Madani sallallahu alaihi wasallam sy apni muhabbat k sadky ye dua sun ly or apni muhabbat ko phr sy zahir kar. kbhi aesy alfaz b hoty hen k Rabba tuny apny Mehboob ko Arsh pr b bula lia to ma tery Mehboob Madani sallallahu alaihi wasallam ka ummati hu jis sy tery Mehboob ko muhabbat ha. us Mehboob ki muhabbat k tufail ata kar... mery alfaaz khin kufr ki trf to nhi jaaty?
Q: Kia betay ki jaga sussar talaq day skta hai?
Q: Ek aurat ne gair madon ke sath sath us apne sage mama (sagi maa ka saga bhai) ke sath sexual relation hai... kya farmate hain ulma-e-deen ke kya woh apne shohar ke liye haraam ho gayee? Us ke shauhar ke liye kya hukm hai....
Q: Ek shakhs esa he jiska ek kam nhi ban pa rha tha to usne ghusse me besakhta ho kar kaha k agr ye falan kam hone k liye mjh kafir hone ka moka mile to ho jau. Is shaks k bare me kia hukum he?
Q: Kya me apni biwi or ghar walo se bat-cheet karna band kar sakta hu? Q ke shadi ke bad meri biwi na meri bat manti hai or na ghar wale. Wo to aapas me ladte rehte hai. Esliye mujhe nahi pata kon sahi h kon galat q ke me abroad me hu. To kya me dono se bat karna band kr sakta hu?
Q: Masjid me ayk aadmi ke liye bijli aur panke chalana kaisa he?