Apni wiraasat ka hissah ko chorna
Q: Agr shadi k bad aurat apny hisay ke wirasat apni khushe sy na lena chahay to usky liay usky husband ke ijazat zaruri ha ya uske wirasat ha aur wo usky liay khud sy faisla ly skti ha k ly ya na ly wirasat?
Q: Agr shadi k bad aurat apny hisay ke wirasat apni khushe sy na lena chahay to usky liay usky husband ke ijazat zaruri ha ya uske wirasat ha aur wo usky liay khud sy faisla ly skti ha k ly ya na ly wirasat?
Q: Mera father and mera father ka bahi dono na ek property bannahi hy, es main mera father kay barra bahi unsa dawa karty hain kay unho na ziyada mhannat ke hy. jab ka dono he bahiyon na es property ko banaya hy mil kar, or ab ya property donno bahiyon ka name hy 50/50. ab es main sa barra bahi kiraya kha raha ha or chotay bahi ko kiraya khana nhi da raha hy. mujha ya malum karna hy ya jaheez hy ya na jaheez. ho sakta hy dono main sa kese ek ke mhannat zayada bhi ho magar ab qanoon main or sharahi tariqa sa dono maliq hain ghar ka.
Q: Aj mere sy billi (Cat) k mn danda (stick) lag gyi jis ki wjah sy wo mar gyi... mere is gunnah ka kafara kaisy mumkin hy? mjhy is wjah sy intihai dukh hy braye meharbani mjhy is baray mn kuch guide kren.
Q: Agar zuhar ki sunnate farz parhne se pehle nahi parhi to kab parhi jayegi, chaar farz ke baad ya nafil ke baad?
Q: Agr fuhush go dekhte howe mani ke katre nikle to ghusal farz ho jata he ya nahi?
Q: Ager koi insan kisi aurat ko ghalat niyat se touch kare aur kuch time k baad uski beti se nikah kare to kia nikah ho jaye ga?
Q: Agar kisi insan ke kaan se ghalaazat (peep) nikle aur kapro par lag jaye aur insan us ghalaazat par paani bahaye aur us paani ke qatre insan ke kapro par par jayen to kya hukm hoga kiyunk us behne wale paani me ghalaazat (peep) bhi to saath hogi?
Q: Kya sharaab pinay walay or zina karnay walay ya koi haraam kam karnay walay ka eeman baqi rehta hai?
Q: Hamare ghr me se kaafi sare pages nikle he jis pe Allah ka nam he un pages ko kia krna chahye khuch log khte he jalana chahye ya dafnana chaye. Kia krna chahye?
Q: Gar me jo wasiyat nama k madina me falan bndy ko khab Hazoor sallallahu alaihi wasallam ne wasiyat ki jo bnda is phtocopy ko agay phlaya ga osko khuskhbri mile he jo nae to osae buri kharbr mile ge is bt pe yaqeen krna kesa hn