Kaagazaat se kiya karna chaahiye jis par Allah Ta'ala ka naame he
Q: Hamare ghr me se kaafi sare pages nikle he jis pe Allah ka nam he un pages ko kia krna chahye khuch log khte he jalana chahye ya dafnana chaye. Kia krna chahye?
Q: Hamare ghr me se kaafi sare pages nikle he jis pe Allah ka nam he un pages ko kia krna chahye khuch log khte he jalana chahye ya dafnana chaye. Kia krna chahye?
Q: Gar me jo wasiyat nama k madina me falan bndy ko khab Hazoor sallallahu alaihi wasallam ne wasiyat ki jo bnda is phtocopy ko agay phlaya ga osko khuskhbri mile he jo nae to osae buri kharbr mile ge is bt pe yaqeen krna kesa hn
Q:
1. Orat ka ghar me namaaz parhna jaaiz he mgar mardon ka kyu nahi he uska saheeh hukam kya he?
2. Ghar me aurat azaan hone se pehle namaaz ada kar sakti he ya nahi jab ke namaaz ka waqt hogaya ho mgar azaan nahi huwi he. Uska saheeh hukam kya he?
Q: Agr koi undershave ni krta us k lye kya saza hy islam mea? Kya us ka ghusal ho jayea ga? Kya us ki namaz qabool ho ge agar us nea 40 din sea zayada baal saaf ni kiyea
Q: Kasrat se surah yaseen padhna kaisa hai. Aur iski fazilat kya hoti hai?
Q: Haath dhone ka kya tariqa he jis haat par mani lag gayi ho.
Q: Mai ek pareshani mai mubtala hun..mujhe har waqt becheni si rehti hai.mai ek shadi shuda aur 2 bacho ki maa hun.mera ek nand ka ladka h wo aksar yaha ata jata hai.mai usse wese hi batchit krti thi..pta nhi kyu wo mere itne qarib kyu aagya aur ekdin mere shohar ki gher mojugi mai usne mujhse wo galat (- zina) kya. Ab mera dil bhot pareshan rehta hai..mene use phle bhi mana kya tha k ye gunah h.lekin wo nhi mana.uska brabar ana jana rehta h. Ab mai mana bhi nhi kr sakti..sasurali rishtedar h. Phon bhi krta h..phir se wo sab krne k lye seduce krna chahta h ..mera shohr bhi hai. Bache bhi mujhe fikr hone lagi hai...mai usse kese bachu koi tarreeqa ho to bataiye.koi dua wagera jo.bhi...kya maira shohr se rishta tuta to nahi...bataye...mai kya karu..meri madad kijiye.
Q: Kya apni biwi ku char dewari mai dance karwa sakte?
Q: Mere shohar se mai mahino door thi aur jab mile tab mai haiz ki halat me hu to kya hum saath humbistari karsakte hai?
Q: Kuch awrato ko leucorrhoea ki papreshaani hoti he, kya namaaz ke liye kapre badalna zaroori honge?
Or kya kisi mard ke kapre sath dhone se kya wo kapre bhu napaak hojayenge?