Khwaab ki ta'beer
Q: Kal rat mainy ek khuwab mai mery marhoom chacha ko dekha. ham unse bht achi tarah mil rahy the. khuwab k beach ka hissa ziada yaad nahi lekin akhir mai meny dekha k unka janaza hai jo ek sehan main hai, ba'zahir na to khana kaba nazar a rha hai na hi kuch or lekin yeh ehsaas hai k us waqt ham makka main hain or khana kaba ke ksi pichly hissy main hain jahan se kaba shareef nazar nahi a rha. mai iski tabeer janna chah rha hun