Deywar ke saat umrah ke lia jaana
Q: Kia aurat aapnay daywar k sath umrah ya hajj k lea ja sag ti hai?
Q: Kia aurat aapnay daywar k sath umrah ya hajj k lea ja sag ti hai?
Q: Mera sawal ye hai k ladki ki shadi k liye kiya ladke aur us k ghar walon ko ladki ki picture dekhana jaaiz hai agar ladka mulk se bahar ho to us ko phele picture dekhana jaaiz hai?
Q:
1. Agar aik maa ya nani apne bete ya kisi se keti hai "Ghar me bethe bethe bs kharae ho kamate nai ho" to kia un maa ko ya nani se us bare me pocha jaega n waja pocha jaegi ke kyn kaha tha kia zaroori tha kena?
2. Hum jo bi batn krte hn apas me hr aik se to un sb baton ke bare me pocha jaega ke kyn kaha tha n is me tmara kia faida tha ?
Q: Takbeer-e-oola ke saath namaaz me kab tak shaamil hoja sakta he?
Q: Agar kesi ko ye kha ghia k kufria kalimat k mutaliq ilm sekhna farz hai aur jo iss farz se inkar krta hai ya ye khta hai k mn isse farz nhi samjhta, uss pr hukm e kufr laghta hai. Kia ye baat durust khi hai?
Q: Gheebat sunany se gunah hota hai?
Q: Jb koi bemar ho aur maut k mutaliq ye khy k maut mujh se dooor chali ghai hai. Meri baari nhi aa rhi. Meri baari dooor chali gai hai. Ye sb kehna kesa?
Q: Manay net pa nazar taiz karnay ka wazifa dekha h jis ma 10 10 martba sura fatiha or ikhlas ka bad sura baqra ki ayat#18 71 bar parhani h lakin manay is video k coment dekha jo ye tha k is ayat ka tarjuma to (andhay gungay bahray phir lot k nahi ayen ga) h to ye ayat is maqsad k liye parh leni chahiye ham to nazar taiz karnay k liye parhana h lakin tarjuma ma to andhay k zikar h ma pareshan hu ap meri rahnumai farmaye.
Q: Mjhe bachpan se teeth grinding ki adat. Mri darhe or daant ghis gae ha. Bohat elaj kraya lakn aram ni ata. Har waqt bechani or dard rhta ha. Doctors ko samjh ni ata k masla kya ha.
Q: Kia black shalwar aurat pehn sakti hai?