Waswase se Imaan par koi asar hota?
Q: Mere zehan mai Allah or Rasool (sallallahu alaihi wasallam) k bara mai buhat ganday khayal atay hain Naozobillah gustakhi walay. Mai buhat koshish ker k un se dhayan hatata hoon. Lakin Allah ka shukar hai kabhi zuban se kuch nhi kaha. Meharbani farma kr batain kia iman per kuch asar ho ga?