Zaaid qadhaa namaaz nafl namaaz ban jaati he
س: میرا پہلا سوال یہ ہے کہ اگر میں قضاء نماز ظن غالب کی تعداد سے زیادہ پڑھوں تاکہ مجھے یہ یقین حاصل ہو جاۓ کہ اب میں صاحب ترتیب بن چکا ہوں تواگر جو قضاء نماز زائد ہو جائیں تو وہ کیا نفل ہو جاءیں گی
س: میرا پہلا سوال یہ ہے کہ اگر میں قضاء نماز ظن غالب کی تعداد سے زیادہ پڑھوں تاکہ مجھے یہ یقین حاصل ہو جاۓ کہ اب میں صاحب ترتیب بن چکا ہوں تواگر جو قضاء نماز زائد ہو جائیں تو وہ کیا نفل ہو جاءیں گی
Q: Mere haath ka operation huwa he aur ab mene ghusal karna he. To me tayamum kaise karo? Mere 1 hath me full bandage he?
Q: Miya jhagra kare to biwi kiya kare galiyaa de to kiya kare? Itna galat karne ke bawujood bhi shohar ke agay jhuk kar rahe? Biwi koi apne haq me bolne ki ijazat nahi he? Maa baap ko shohr ke liye chor de? Jab ke shohar ko biwi ke maa baap pasand na ho. Or kiya beti ki koi huqooq nahi hote maa baap ke liye? Ya maa baap ki khidmat karna sirf bete ka haq he?
س: کیا گرمی اور لوڈ شیڈنگ کی وجہ سے عورت اپنے باپ، بھائیوں یا بیٹوں کے سامنے گھر کے اندر باریک کپڑے پہن سکتی ہے ؟
یا قمیص اتار کر صرف سینہ بند پہن سکتی ہے؟
عورت کے لیے اپنے محارم کے سامنے ستر کیا ہے؟
Q: Mujhe aap se aurtao ke huqooq ke bare me poochna he ke aurat ka bhi Islam me kiya maqam he.
Me aisa is liye sochti hu ke har taklif aurat ke liye kiyu he? Aurat mard ka sukoon ke liye he, aurat ko aulad paida karni ki taklif di gayi he, menses aur husband wife ke relation me bhi aurat ke liye taklif, har cheez me aurat ke liye taklif he aur phir Jahannum me bhi aurato ki tadaad ziyada hogi mardo ke muqabale me aisa kiyu he?
Aurat kiya ha? Aisa lagta he ke jaise aurat sirf ek istimal ki cheez he aur kuch bhi nahi. Theek ha ke maa ke pero tali jannat he lekin phir bhi baaqi aur mamlat me kiya he? Aurat mardo ko to marne ke bad hoore bhi milengi aur aurato ko kiya mile ga, apna hi shohor to phir mardo ko sirf apni biwi kiyu nahi mile gi unhe kiyu hooren bhi milengi mard ke liye itni aasan aur aurat ke liye itni mushkil kiyu he zindagi?
Me in bato ka saheeh se jawab chahti hu jo mujhe kisi se nahi mil raha he. Aap please mujhe behtar jawaab de ke aurat bhi mard ke barabar he. Beshak Allah ne dono ka baraabar rakha he lekin shaitan mere zehen me bar bar ye sawal lata he ke shayad aurat mard se kamtar ha aur Allah ne dono me insaaf nahi rakha aurat k liye ziada azmaishe lekin phir bhi Jahannum me ziyada tadaad rakhi he. Umeed karti hu k ap mera sawal samajh pa rahy hongy
Q: Me ek makeup artist hun aur mene best makeup artist ka award bhi jeeta he. Me ghar pe hi makeup classess leti hu aur orders pe brides ko makeup karti hu to me ye jaanna chahti hu ke kiya ye halaal he ya haraam?
Q: Mera chota bhai used car purchase karke sell karta he toh usne mujhe invest karne ke liye kaha few lakh rupees (3-4 lakh) aur woh kehte he ke jo bhi profit mila woh share karlenge, kiya yeh jaaiz hoga?
س: میری والدہ کا تقریباً 55 برس کی عمر میں انتقال ہوا ہے، اور میں ان کی نمازوں کا فدیہ دینا چاہتا ہوں، اس بارے میں، میں نے ایک کتاب میں پڑھا ہے کہ اگر آپ فدیہ لی پوری رقم ادا نہیں کرسکتے تو حیلہ کرسکتے ہیں، جس کا طریقہ یہ ہے کہ آپ کچھ رقم بطورِ فدیہ کسی فقیر کودیں، پھر وہ آپ کو وہی رقم ہبہ کردے،پھر دوبارہ سہ بارہ یہی عمل دہرائیں یہاں تک فدیہ کی مطلوبہ رقم پوری ہوجائے کیا شرعا اس طرح فدیہ ادا ہوجائے گا؟
س: حاملہ عورت کے بچے کی پیدائش کے بعد کتنے دن تک وہ گھر کا کام کھانا پکانا وغیرہ نہیں کر سکتی ہے ؟
کتنے دن تک اپنے شوہر سے دور (ہمبستری کرنا) رہنا ضروری ہے ؟
اگر مرد حیض یا استحاضہ کے دوران ہمبستری کرنا چاھتا ہو اور مرد برداشت نہیں کر سکتا ہوں تو کیا کرنا چاہیے ؟
Q: Agar me kisi office me job karta hu aur duty ke doraan apne in charge ya manager se chutti le kahee 1 ya 2 ghanto ke liye jata hu to kiya me us din ki poori salary mujh par halaal he ya haraam he?