Larki se baat karne ke dowraan mazi nikalna
Q: Agar ek ladki ek ladke se jinsi chat kare aur usko us dauraan rutoobat nikalta he, toh kya usse ghusal karna wajib he? Aur agar wajib hai uski kya niyyat hogi ghusul ki?
Q: Agar ek ladki ek ladke se jinsi chat kare aur usko us dauraan rutoobat nikalta he, toh kya usse ghusal karna wajib he? Aur agar wajib hai uski kya niyyat hogi ghusul ki?
Q: Me and my wife are living separately since the last four years. She wants kula but I don't want to give talaaq and permission of kula. I want she should come back and we live happily. My question is if we are not living together to kya talaq apne aap ho jata he? Please answer because I am a new Muslim.
Q: Mere abba jaan ku kal ek khwaab aya. Aap please uski tabeer batae. Mere abba ek bus me betkar jaa rahe the bus paani ke bridge ke uper jaa rahi he. Har jaha pani tha bridge tera tha. Raaste tede tede the or bahir bhot bade bade pahad dikh rahe the unhe dekh kar abba ko dar laga fir abba bus utar gaye vahi ek chota bacha dikha. 10, 11 saal ka bacha tha vahi abba ko rasta dikhane vala tha vo bacha blue colour ki teashirt, red colour ki chaddi pehan rakha tha side me awaz ayi ki bol rahe the ki mere abba ko vo chota bacha rasta dikhaye. Iski tabeer bataye please.
Q: Kia saving account say mil-nay wale profit ku musalman gareeb aadmi ku day saktay hain or khud istimal kar saktay hay?
Q: Main ayk larki se muhabbat kerta hn jabke woh mujh se muhabbat nai kerti ha. Or main bahot hi zayad preshan hn kyunke mera dil perhai main bilkul bhi nahi lagta hai or her waqat main usi ke khayalat main rehta hn kuch samajh nai a rahi hai. Namaz main bhi usi ke khayalat ate hain. Kya aap ke pass koi tadbeer hai to please bata dain. Mere dil ko sukun mile. Ya woh mera ban jae ya main us se door ho jaon. Pata nahi kya waja hai. Please help me.
Q: Maie ne khwaab dekha ka meray shoher ne ihraam pehna howa hai our sir par ahram ke chadar ourat kay jesy ke hoie hai. Ye khawab mera istahara tha.
Q: Mujhe lagta hai ke main Qur 'an galat pasta hu. To kya main gunahngaar hu agar galat padra hu? aur kya quran sun ne ka parhne ke barabar sawab hota hai?
Q: Mery husband ne mujhe aik hi bar teen talaqen de di gussey mai. Aik mahina ho gya is bat ko. Is k bad na uno ny mj sy bat ki na mai ny unn sy is ka mtlb hai k uny yad hai k uno ny talaq di thi mj. To kya mujhe talaaq ho gai hai? Ya ruju kia ja sakta hai?
Q: Agar kisi ko mout ka weham ho Ke wo mar jaye ga, to use is weham se nikalne me liye kya karna chahia?
Q: I didn't have intercourse with my wife since the last 3 months because she has an illness of ladies? To kya hamara nikah tut gaya?