Urdu Questions

Khwaab ki ta'beer

Q: Maine rishte ke silsile me istikhara kiya. Pehle kwaab me maine apne aap ko dosto ke saath khush dekha. Aur usi raat maine Khwaab me maine janaza dekha. Is ka kyaa matlab hey? Suggest karey ke rishta sahi hey ya nahi.

Meelaad

Q: Eid Milaad-ul-Nabi (Sallallahu Alayhi Wasallam) par bazaarun men jandey aur lights lagana kesa hy? Kia Ye Fazool Kharchi nahi? Agr Yahi Paisey kisi Ghareeb ko dey diye jaeyen tu?

Meelaad

Q: Mera sawal hai

1- Kya ham jasne Eid Miladunabi mana sakte hain?

2-Kya Nabi (Sallallahu Alayhi Wasallam) ku ilme gaib tha? hawala dekar bataye.

3-Kya ham Kisi Wali ke wasile se madad talab kar sakte hain?

4-Deobandi mazhab ka Aqaid kaisa hai?

5-Kya ap Alahazrat ku mante hain?

Shia lowgo ke saat talluq rakhna

Q: Mera masla yeh hai ke hum log apna peersahab se qadriya chustiya se mureed hai hamara peersahab ke vafat ke baad maloom hua ki wo sheya thay jab k hum sunni hai ab hum kya Karay kya hum sheya se mureedi mein rahna tik hai ya hum amiray ahlay sunat Se dobara mureedi la saktay hai baraye mehrbani hume is masalay ka hal bataiya.

Khwaab me mayyit ku dekhna

Q: Kisi Aurat ne Khwaab Main Dekha ki Uski Jaan Pahchan Wale Mutwalli Sahab (Jinka Koi 4 Saal Pahle Intaqal Hua Tha)baithe Huye Hain Achanak Aag Lag Jaati Hai Aur Mutwalli Sahab thoda Jal Jaate Hain. Yah Dekhkar Us Aurat Ka Khwaab Toot Jata Hai....Tabhi fajr Ki azaan Bhi Ho Jaati Hai. Yahaan Ye Baat Qabil Gour Hai Ki Un Marhoom Mutwalli Sahab Ki Barsi ki Faatha unqareeb Hai. Meherbaani Kar Iski Taabir Batayen.

Khwaab ki ta'beer

Q: Mai nikaah istekhaara ki soyi fir fajar ki namaz k baad bina bat kiye sogyi ho mai khawab mai dkhti ho k troly se chawal godam mai jaray hamray chawal b wahi hai waha godam mai dalray to chawal niche gir gye koi kheh raha hai uthao mat phele Barr yaha aye to niche gire hue chawal shatain khata hai butbwo chawal white bakri kharahi hai for wapas jahrahi to darga k upar chote bache mujhe pukar rahe Mai waha se ek saheb k pass gyi to saheb khehray k boyfrnd sy pershani hoi Mai no kha baat nai karay w/o mujhse for bole k 50 kotmir ly kar ana Mai 50rs bache ko di bacha kotmir ladya aur s aheb koi naat lagaye fair Mai waha se bathar ayi to 2ladkiya hai ek ladki hari bhaji laykar pandabbay se cover li aur w/o cover path a hua hai bhaji girrahi pir main na cover di usko.