Esha namaaz ki kitne rakaate he?
Q: Hum log isha ke kul 17 rakat parhte he jab ke kuch log 19 rakat parhte he. Wo 4 sunnat se pahly 2 nafil parhte he shuroo me. Wazhat kar de ke theek he ya nahi.
Q: Hum log isha ke kul 17 rakat parhte he jab ke kuch log 19 rakat parhte he. Wo 4 sunnat se pahly 2 nafil parhte he shuroo me. Wazhat kar de ke theek he ya nahi.
Q: Me ne 2 saal pehle jazbaat me Quran par hath rakh kar qasam kha li thi ke me cigarette nahi piyunga lekin ab mujh se reh nahi ja raha peeye beghair kiya me ab pee sakta hu?
Q: Ghusal-e-janabat me nakhuno ke neeche bhi pani bahana hota he? Yani nakhun kate hone chahiye ghusal-e-janabat se pehle?
Q: Kiya ghusal me kaan ke soorakh ko geeli ungli se saaf karna zaroori he? Ghusal me kahan tak paani pohanchaana chahiye?
Q: Meri walida isha ki namaz ke bad 2 rakat nafal namaz Allah pak ke naam ke, 2 rakat Hazrat Muhamad (sallallahu alaihi wasallam) ke naam ke, 2 2 rakat Hazrat Hassan aur Hazrat Hussain (radhiyallahu anhuma) ke naam ke, 2 rakat Hazrat Bibi Fatima (radhiyallahu anha) ke naam ke 2 rakat tamam Ummul Mumineen ke naam ke, 2 rakat Gouse paak ke naam ke, 2 rakat Hazrat Uwais Qarni ke naam ke, 2 rakat tamam Pegumbero ke naam ke, 2 nafal Ma Hawa Bibi aur Hazrat Adam (alaihis salaam) ke name ke, 2 rakat shukrana ke path. Kiya ye theek he?
Q: Bewa ki iddat khatm karne ka saheeh tareeqah kiya he? Iddat khatam hone ke baad kiya karna chahiye?
Q: Agar aurat is niyyat se nikaah kare kisi aur se ke me is se talaq le ke pehle shohar ke sath rahu gi aur us shakhs ke sath humbistari na kare to halalah ho jata ha?
Q: Islam me sood lena aur dena mana he. Isi liye bank me paisa rakhna bhi gunah he. Mujhe saving ke liye halal tariqa bataye.
Q: Me girls college me teacher hu lekin waha staff me male teachers bhi he to parda karna na mumkin he. Kya waha bhi parda farz he? Agar ha to kaise kiya ja sakta he?.
Q: Kiya subliminals sunnna chahiye? Agr hum height increase karne ke liye subliminal sunte he to kiya height increase ho jati he?