Kya jannat me humbistari ho gi?
Q: Jannat me humbistari ho gi?
Q: Jannat me humbistari ho gi?
Q: Agar nikah ke mouke pe larki khud ijaab o qabool karna chahti he qazi sahab ke poochne pe gawaho ke saamne parde me ek hi jagah beth ke jo ke India aur Pakistan me nahi hota he, is ke baare me kya hukum he?
Q: Baaz Ulamaa se suna ke agar peeli rutoobat aurat ke agli maqam se nikle aur us me blood shamil na ho aur na infection ho to wo paak he. Kiya ye durust he? Aur agar uss discharge me kuch smell ho lekin blood bhi na ho aur na infection ho matlab ko pain koi rash koi itching nahi sirf kamzoori ho to phir kiya hukam he uss rutoobat ka? Doctor se bhi consult kiya ye he in ka kehna ke yeh peela likoria aur ab ye bhi suna ke common he ye.
Q: Qibla kis taraf aata he pata karne ke liye saheeh mobile app bataye aur ye bhi bataye ke bina mobile app se kaisa pata kare, kyunki kabhi kabhi mujhe namaaz parhte waqt shak hota he ke me qibla ki taraf mouh karke parh raha hu ya nahi.
Q: Mujhe poochna he ke agar ek shakhs ki 2 wife's he to us ke balance ka kiya tariqa he Islam me. Ek ke sath wo continuous 43 days reh ke aaya ho to kiya doosre ko haqq nahi ke us ke sath bhi itna hi waqt spend kiya jaye?
Q: Mera in laws ka kehna he ke husband ke warasat me jo kuch mere se pehle tha sab first wife ko de aur mere aane ke bad jo bhi new purchase kare jaidaad waghaira wo dono me equally distribute kare halan ke mere husband ne second marriage is liye ki ke first wife misbehave karti thi husband ki family se. Islam kiya kehta he is bare?
Q: Biwi apne shohar ko jism pe touch nahi karne deti aur kehti he ke tum ne touch kiya to maa ko touch kiya.
س: کیا فرماتے ہیں علماء دین شرع متین اس مسئلہ کے بارے میں ایک شخص نے دو کنال زمین مسجد اور مدرسہ کے لیے وقف کی ہے مسجد اور مدرسہ کے لیے الگ الگ نشاندہی بھی کر دی ہے البتہ بیرونی دیوار ایک ہی ہے اب وہ چاہتا ہے کہ جو زمین مدرسہ کے لیے وقف کی گئی ہے اس میں سے کچھ جگہ بیچ کر مسجد کی تعمیر پر لگا ؤں کیا ایسا کرنا شرعا جائز ہو گا بیان فرما دیں
Q: Humare Nabi (sallallahu alaihi wasallam) ke chacha (uncle) Abu Talib imaan par the ya nahi? Unke bare me kaha jata he ke wo Jahannam me he. Kiya ye durust he ya nahi?
Q: Doodh agar gas par jal ke sukh jaye to kiya ye sign he ke ghar me pareshani aur tangdasti aane?