Urdu Questions

Khwaab ki ta'beer

Q: Mainy khawab mai ek larki dekhi jis ki back meri tarf the or usk baal lamby or khuly hovy thy. Us sy pehly mainy khawab mai 2 bar apny paa'ao pe lal mehndi lagi dekhi. Plz in 2no khawab ki tabeer bta dain.

Khwaab ki ta'beer

Q: Mainay ek khwab dekha hai kay lambi narazgi kay baad meray shohar mujhay wapis ghar mana kar le kar gae hain lekin wahan ponch kar pata lagta hai kay uno ne apni walda kay sath mil kar mujhay dhoka dia hai aur dusri shadi ki hui hai aur mujhay kafi takleef pohncha rae hain apni walda kay sath milkar aur humari bohat bari larai horai hai aur menay ghusay me ghar chordia hai. Iski tabeer kya hogi please btaega?

Khwaab ki ta'beer

Q: Mainay ek khwab dekha hai kay lambi narazgi kay baad meray shohar mujhay wapis ghar mana kar le kar gae hain lekin wahan ponch kar pata lagta hai kay uno ne apni walda kay sath mil kar mujhay dhoka dia hai aur dusri shadi ki hui hai aur mujhay kafi takleef pohncha rae hain apni walda kay sath milkar aur humari bohat bari larai horai hai aur menay ghusay me ghar chordia hai. Iski tabeer kya hogi?

Teen talaaq

Q: Mera question hain ke mere husband ne mujhe talaaq bolkar de diya hai but unhone ek hi time 3 baar bol diya but 3 month me nahi bola hain. To kya he talaq jayaz hai ya nahi? Talaq ke bad ek aurat ke kya haq hote hai? Mere 2 bache hai. Mujhe please detail me bataye.

Khwaab ki ta'beer

Q: Mene khwaab mein dekha mre ami abu so rhe hen apne bed py auper sy matress double bed ka kisi ny hang kia us mein motay lohay ki kil hoti hen jo ami abu k auper lgati hen wo akhri saans letay hen me bhag k jati hun roti hun ap log mjh akela nh chor skte me akeli mar jaungi bht roti hun kisi ny dushmani mein kia hota hy. Mene ye na paki ki halat mein dekha h. Me bht pareshan hun eski tabir bta dien.

Ghair Muslim ku jawaab dena kisi masla ke upar

Q: Mere ek non muslim dost ne mujhse pucha hai per my ose jawab nahi de saka uska sawal tha " Islam me jab ek mard ek aurat ko divorce deta hai aur fir osi aurat ke sath shadi karna chahta hai toh os aurat ko dusre mard ke sath shadi karni padti hai aur jismani relation ​bhi rakna padta hai fir divorce dene ke baad pehle wale mard k sath shadi karni padti hai" toh yaha pe aurat k sath na insafi kyu hoti hai os aurat ko dusre mard ke sath shadi kyu karni padtai hai? Aur jismani rishta bhi rakna padta hai? Aisa kyu hai?

Khwaab me shaadi karna

Q: Meri wife nay khawab may daka ke mara nikah mari college say ho ra hy. Jo shakal us ny daki wo mare us collg ki the jis ko us ny nahi deka. Bilkul shakal bi wo batae jasay mari collg ki hy. May waysi apni us college ko pasand karta hon or us say shadi krna chata hon.