"Me tumhe chorunga" kehne se kiya talaaq ho jaati he?
Q: Qasam se me tumhe chorunga kehne se kiya talaaq ho jati he?
Q: Qasam se me tumhe chorunga kehne se kiya talaaq ho jati he?
Q: Me karobar me apne abu ke sath hu. Me is saal hajj pe ja raha hu. Me hajj ki qurbani to wahan karunga. Mere abu is saal qurbani karne ka mana kar rahe he. Mere pass sirf 60000 cash he jis ke me waha ke liye riyal le jaonga. Kiya ab mere uper yaha ki qurbani wajib he?
Q: Kiya ek testicle wale baqre ki qurbaani jaiz he?
Q: Kuch din pehle me 9 murgia (chicken) le kar aaya tha apne ghra, jin me sa ek murgi aaj flu ki wajah sa margai.
1. Ab aap mujhe yeh bataye ke murgi ka mar jana sadaqe ma aata he ya nahi?
2. Kiya me is ko dafan kar du ya kaat kar doosre jaanwar jaise cheel ya kawun ko khila du?
Q: Me ne 5 mahine ka bacha abort karwaya. Bache me deformity thi cleft lip aur cleft palate. Doctor ne kaha ke bacha dimagi bemaar hosakta he. Lekin karwane ke bad bohot nafrat hogayi apne aap se. Taubah aur istighfaar karti hu. Ainda nahi karne ka irada bhi kiya. Bus kisi ne bataya ke 2 mahine roze rakhna hoga lekn aurat ke khaas ayaam me nahi hosakta. Toh kiya me us doraan roze chor ke phir se continue karsakti hu?
Q: Mera sawaal ye he ke jaise science ke hisaab se insaan janwar he lekin aala martaba rakhta he, kiya ye sach he Islamic hisaab se bhi ke insan ek jaanwar he lekin woh aala martaba rakhta he kiyu ke Allah ne us se Ashraful makhlooqat banaya he?
Q: Aurato ke liye kin kin jagho se baal hatana jaiz he? Me ne ek jagah parha he ke aurat sirf sharamgah ke baal hataye 20 din ke bad aur baghal ke baal hatane ka hukam nahi aurat ke liye.
Q: Hajj ke 5 days jo Mina me rehna zaroori hota he, agar meri walidah zameen par na soke aur uski tabiyat kharab hojaye to me 10 zil hijjah ko apni walidah ko hotel le ja sakta hu? Is me koi masla to nahi ya Mina me poore 5 days rehna zaroori he?
Aur meri ahliya ka mahram me hu. To kiya woh akeli Mina me qayam kar sakti he ya usko bhi mere sath hotel jana parega?
Q:
1. Kiya jadoo torna ho sakta he?
2. Is ka tor kiya he?
3. Ghuse ka kiya illaj he?
Q: Kiya na mahram aurat ya larki se baat kiya kar sakte he? Kiya Islam me jaiz he ya ye bhi zinna ke zimmre me aata he?