Ghusal karte waqt reeh khaarij hojana
Q: Doran-e-ghusal agar hawa kharij hojaye to kiya ghusal ho jata he? Ya ghusal ko dobara se shuroo karna parta he?
Q: Doran-e-ghusal agar hawa kharij hojaye to kiya ghusal ho jata he? Ya ghusal ko dobara se shuroo karna parta he?
Q:
1. Kiya shaadi k bad aurat baap ka naam hata kar shohar ka naam likh sakti he?
2. Kiya koi aisi hadith he "us aurat pe lanat ki gayi he jo shaadi ke bad baap ka naam chor kar shohar ka naam apnati he?
Q: Bache me waqfe ke liye condom istimaal karta hu aur condom se biwi ke ander nahi jata he to me bahar farigh karta hu. Bahar nikalna gunah to nahi?
Q: Agar Imaam be wudhu namaaz parhe to kiya muqtadiyo par us namaaz ko lutaana zaroori he?
Q: Meri madad kare. Mera nikaah zabardasti ghar walon ne kar diya tha lekin me raazi nahi thi. Kiya zabardasti wala nikaah jaiz hoga? Ya talaq lena lazim he?
Q: Baz dafa yu hota he ke log pehle to jaghra kar lete he phir bad me mafi maangne aate he aur Quraan Paak ko dhaal bana kar aate he ke Quraan Paak le aaya hu ab galatiya maaf kardo.
Kiya Islam me is cheez ki ijaazat he ke aap pehle galati kare phir Quraan Paak ko hamrah le ja kar galati maaf karwa de?
Q: Agar ghusal-e-janaabat discharge ke ek din baad kiya jaye kisi wajah se aur phir ghusal karte waqt qatraat nikle to kiya dobara ghusal karna hoga?
Q: Mere Abu haraam kamaate he lekin me kuch nahi kar sakta he. Me 19 saal ka hu. Kiya me ghar chor sakta hu aur mere Abu bohut zulam karta he.
Q: Kiya safar me do namaaze ek hi waqt me parh sakte he? Ghair muqallidin aisa hi karte he.
Q: Bohot saare log music sunte huwe parhte he (dunyawi study karte he) lekin hum music ke bajaaye Quraan Paak sunte huwe parhsakte he?