Musjid ki jamaat choot jaane par ghar walo ke saat jamaat karna
Q: Kia agar jamat ho jay to me ghar me namaz adaa kr skta ho?
Q: Kia agar jamat ho jay to me ghar me namaz adaa kr skta ho?
Q: Mere walid ki 2 wife hain. aik wife main 2 beti. dusri wife main 1 beta 1 beti. first wife foat ho chuki hain un ki zameen hai or mere walid foat ho chuky hain. ap mujy batayn second wife ka hissa hai ya ni?
Q: Kiya zina wali aulad (laikin biwi abhi shohar ki zujiat main ho laikin biwi ne najaiz talluqat qaim kar ke aulad paida ki hu) tu aesi soorat main zina se paidaa shuda aulad ka nikah karte waqt aagey larki ya larke walon ko unka njaiz hona batana zroori hai? Aur agar nhi bataya tu nikah ho jae ga aur saari umar qaim rahe ga?
Q: Kya precum aa jaane pr bhi hum napaak ho jaate h? Kya agr humko precum aa jaye to fir nahana ghusal krke hi namaaz padh skte h?
Q: Peshab karte waqt agr mani k katre bi sath nikal aaye to kia ghusal farz hota he?
Q: Noziada bachy k baal pehli baar 3, 4 ya 5 din k andar utaray ja sakty hain?
Q: Agar bank main paise achanak se aa jaye aur bank wapis bi na le tu kya wo paise halal hain ya haram?
Q: Kia urat ko namaz ma bhi sirri or jahri karna ho ga? Kitni awaz ma jaher karna ho ga?
Agar chadar ki sides karhai wali ho to aesi chadar aksar namaz ma thori ulti (fold) ho jati h to kia is ma karahat ho gi?
Q: Mari unqareeb shadi hone wali hai, arranged marriage. Office mah meri aik khatoon sai friendship hai aur unho nai mujeh nikkah ki offer di hai after first marriage. Its a secret, shahwat ko pura krna k liya.
Q: Meri bhabhi bewa hu gayi unki 2 betian na unka koi baap hai na bhai na beta, unki maa bhi bewa gain unke pas wo rehna chahti gain air hum se pehle wo hisse ki demand jar rhi tho lekin jab fatwa mil gaya ke wo apne susar se zabardasti unki jaidad se hissa nhi le sakti, ab unke shuhar ki aik car jiski malia 5 lac hai hamare ghar ka zevar ju much bech chuki hai ab 1 lac wo air much saman 50 hazar tak baqi paise 3.5 ya 4 dal ke wo kehte hain bank mei fix karwa de bachion ka, take bachian muhtaj na hu, ab jiske sar pe koi sarparast nhi kya bank mei paise dena jaiz hai?