Hazrat Imraan (alaihis salaam) ki beti aur aur Hazrat Isa (alaihis salaam) ki waalidah
Q: Hazrat Imraan (alaihis salaam) ki beti, Maryam (alaihas salaam) aur Hazrat Isa (alaihis salaam) ki waalidah ek hi aurat ka naam he?
Q: Hazrat Imraan (alaihis salaam) ki beti, Maryam (alaihas salaam) aur Hazrat Isa (alaihis salaam) ki waalidah ek hi aurat ka naam he?
Q: Mufti saheb, aap se ye poochna tha ke kya paak kalaam ka likha taweez pehen ke washroom jaa sakte he? Please rehnumaai farma de.
س: ایک کمپنی ہے آنلائن اسکا نام ہے مائنڈ کیپٹل اسکا کام ہے کرنسی ایکسچینج پھر کرنسی ایکسچینج کیلئے تو پیسہ چاھیے بہت زیادہ اب وہ مختلف کرنسی ایکسچینج کا کاروبار کرتی ہیں اب وہ کمپنی لوگوں سے انویسٹمنٹ چاہتی ھے کہ اپ بھی ھمارے ساتھ انویسٹمنٹ کرو جتنا بھی منافع اتا ھے اسکا 0.5 سے لیکر 1.5 پرسنٹ تک ھم اپکو بھی ڈیلی دے گے اسکا کاروبار ہفتے میں 5 دن ھے 5 دنوں میں جتنا ڈیلی اتا ھے ممبر کے ساتھ منافع شیئر کرتا ھے اب جس کا زیادہ انویسٹمنٹ ھو اسکو زیادہ منافع ملے گا لیکن اسکا پرسینٹیج فکس نھیں اور کمپنی میں اگر کوئی بھی 3 مھینے بعد پیکج ختم کرنا چاھتا ھے تو پیسے واپس بھی لے سکتا ھے کیااسلام میں اسکے ساتھ کاروبار خرام ھے کا خلال ۔اور یہ کمپنی جرمنی میں ھے
Q: Ayk bhai ke liye dosre bhai ki bivi mahram he ya na mahram?
Q: Cousin ko dekh sakte he? Cousin mahram he ya na mahram?
Q: Main nay apni beti ka jahaiz ki niat say gold lay kar rakh lia hai kia us par zakat hogi?
Q: Biwi ko kisi kaam say roknay ke liye talaaq ki qasam dena owr kuch dino baad os qasam ko khatam karna ho showhar ko to?
Q: Kya shaadi ki ayk pehli raat aagr apni biwi se humbistri na kare to waleemah haraam ho jata he?
Q: Agar husband kahe ke agar darwaaze se baahir nikli to meri taraf se talaaq he, aur biwi nahi niklay us waqat aur baad me dono ki sulah hojaye to kya aurat darwaze say phir nikal sakti hay? Is say talaaq to nahi hogi?
Q: Mera beta feb 2 saal ka hojae ga aur me ne ussy 23 dec ko dodh churwadiya taa ke wo khana waghaira se khae lekin ab muje baar baar ehsaas horha ke kahi ye gunaah to nahi. Do saal se pehle doodh churwa de rehnumae farmae. Agar aisi baat he to me dobaara usko doodh shuru karwa do.