Meeraath
س: نظام صاحب کے وفات کے بعد سوگواروں میں بیوی، 6 بییٹیاں،4 بیٹے چھوڑے ان میں 1 کروڑ روپے کیسے تقسیم ھونگے۔
س: نظام صاحب کے وفات کے بعد سوگواروں میں بیوی، 6 بییٹیاں،4 بیٹے چھوڑے ان میں 1 کروڑ روپے کیسے تقسیم ھونگے۔
Q: Agar ghusal-e-janabat ker ke bad me pata chala ke koi jagah jese naaf me saheeh terah pani nahi pohoncha, bhool ke, to issi bad me dho ker ghusal ho jaye ga?
Q: Mera sawaal ye he ke chorna word aksar use hota he jaisy kisi jagah jane ka. Reference se koi apni biwi se kahe ke chor aata hu ya chor daita hu. Kiya aise words se nikah pe asar hota he koi?
س: شادی کے دوران بیوی حیض سے ہے تو کیا سیکس کرسکتے ہیں یا اسکے دن پورے ہونے کے بعد سیکس کریں اور اگر حیض روکنے کی دوا لے تو اسکے کیا اثرات ہونگے
Q: Kiya maa baap ko sadaqah de sakte he?
Q: Kiya artist (painting artist) banana theek he? Aisa artist jo jaandaar cheezo ki painting na kare.
Q: Kiya me us larki se nikah kar sakta hu jis ke saath zina kiya ho? Kiya me us ke saath halaal rishta kar sakta hu?
Kiya meri taubah qubool hogi?
س: ایک عورت پہلے شوہر کے انتقال کے کچھ عرصہ بعد دوسرا نکاح کرلے تو پہلے شوہر کی میراث میں اس کو حصہ ملے گا یا نہیں اور اگر سسرال والے اس کو حصہ سے محروم کریں تو ان کا یہ عمل شرعیت کی روشنی میں کیسا ہے ؟
Q: Kisi larki ki new shadi jab hoti he. Wo susral me har cheez differnet dekhti he aur adjust hone ki koshish karti he lekin sometimes jab saas shadi shuda beta ko apne saath sulati ya baar baar hug kar rahe he bed pe to biwi kaise bardasht kare. Me jaanti hu ke maa he lekin larki jab aisi mahol se nahi he to aise hote dekh ke kaisi bardasht kar sakti?
Q: Ek dost ke doosre dost par kiya huqooq he? aaj kal aisa ho raha he ke hum dosti ke daway karte he aur yeh bhi kehte he ke mushkil me kisi ko akela nahi chorenge lekin jab aise halaat aati he to hum us waqt us dost ke liye hazir nahi hote. To is waqt dost ko akela chorne ki bhi saza he? Aur aisa bhi hora ha he ke hum dosti karte he aur phir ek doosre se contact me nahi rahte us ke halaat se bakhabar nahi hote. Kiya yeh bhi galat he?