Ma baap ki naafarmaani
Q: Mera sawaal hai jo beta sharaab pee kar maa ko bayhad zulm kar ta hai aur maa ko gaali bhi deta hai aur maar ta bhi ho toh oos betae ke liye kya kya gunnah hai?
Q: Mera sawaal hai jo beta sharaab pee kar maa ko bayhad zulm kar ta hai aur maa ko gaali bhi deta hai aur maar ta bhi ho toh oos betae ke liye kya kya gunnah hai?
Q: Kya namaz ke baad jab imam saheb dua karwate he ya tasbeeh parh rahe hote he to hum ne bhi dua karni hoti he ya tasbeeh parhni hoti he ya hum khaamooh rehna hota he?
Q: Muje ye janna tha ke agar farz namaaz me kisi rakat me ayk hi sajda kare to namaaz ho jayegi? Owr agar sajda-e-shaw kar le to namaaz ho jayegi? Owr agar namaaz padh ne ke bad yaad nahi he ke ayk sajda kiya tha ya do to kya namaaz dohraani parhegi? Owr kya namaaz me pehela sajda hi farz he doosra sajda wajib he ye baat sach he?
Q: Agar koi shakhs quran to parhta hay lekin theek makhraj ada nahi Krta to kia usay quran parhne ka sawab milta hay ya nahi,ya kia usay gunnah Hota hay?
Q: Agar koi sirf quran ka tarjuma urdu mein ya english mein parhta hay To kia usay quran parhne ka sawab milta hay ya nahi? Qu ke quran ko samjhna chahye aur wo samjh to raha hota hay?
Q: Kia wudhu mein ankh ko andar se dhona zururi hota hay ya nahi?
Q: Khwaab me kisi ko zina karte dekhna.
Q: Mere khwab me hamesha ek sher ata hai jis me bhagti rehti hu aur wo muje koi nuksan nai pohchata balki mere aur gharwalo se dosto se khelta rehta hai.
Q: Maine kal subah ke waqt ek khawab dekha jisme ek shaks mujh se kehta hai ki "tum hamarey Peer sahab ko dekhna chahate ho to khidki sai dekho", jab Maine dekha to wahan ek shaksiyay lambey siyah Baal aur daadi waali aur roshan chehre waali thi, mai nhi Jaanta woh kaun thay aur itne mai meri aankh khul gayi.
Q: Maine mere khawab mein mere shohar ko kisi aur ke saath hambistari karte hue dekha wo fajar ka waqt tha. Please mujhay iski tabeer batayye mein bahut pareshan hun. Meri shaadi hokar 5 saal hogaye aur mujhay ek ladki hai Jo 3 yrs ki hai. Aur mujhay kabhi kabhi khawab mein mujhay baccha hone wala hai iss tarha ka khawab bhi aata hai.