Bike par napaaki
Q: Agr bachy ne peshab kia ho bike pe r wo dry hojaye. Kuch din bd agr us bike pe bth jae aur trouzer geela ho aur geelay trouzer ke sath bike pe bethte to kiya napaaki hajae ge?
Q: Agr bachy ne peshab kia ho bike pe r wo dry hojaye. Kuch din bd agr us bike pe bth jae aur trouzer geela ho aur geelay trouzer ke sath bike pe bethte to kiya napaaki hajae ge?
Q: Kya me apni walida ko umrah per le ja sakta hu iddat ke doraan. Unki umar 68 saal he. Ya walida ke saath city ke bahar ja sakta hu?
Q: Namazi ke aage se guzarna mana he aur gunah he? Is guzarne ki hudood kaha tak he?
Q: Kisi ko ghusal ki hajat ho aur wo baalo me hina mehndi laga sakta he?
Q: Kya waleema ke liye rukhsati zaroori he. Kya aysa ho sakta he ke same day nikaah parha ke waleema kar diye jaaye or larki apne maa baap ke ghar chali jaaye?
Q: Aap se arz karna tha ke mujhe kaafi maheene se ajeeb kayfiyyat ka shikaar hu. Internally pata nahi kya hogaya he. Beycheni rehti he. Har waqt kisi kaam me dil nahi lagta zehni sukoon aur internal satisfaction nahi hai kisi qisam ka faisla kertay waqt ajeeb zehnai koft aur preeshani ka shikar rehta hun. Samaj nahi aata jo kaam socha he wo karun ya na karu raaton ko neend bhi nahi aati. Dil mutmain nahi hota kya hogaya he? Baaz awqaat dil kerta he zoor zoor say ro. Meri waalidah bhi nahi he jin se bol kar dil hulka kar sakun. Mujhey koi dili aur zehni sukoon ka wazifa bata de aur is ke liye bhi ke mujhey faisala karne ki taaqat bhi ajaaye?
Q: Mera shohar kehta he ke us ne talaaq dene ki niyyat ki aur phir talaaq de di lekin wo mere saamne nahi di, meri ghair moujoodgi me huwa to kiya mujhe talaaq hogi?
Agar dobara hum sulah karna chahte he to is ka kiya tareeqa he?
Q: Kiya apni ya kisi ki birthday manaana shariat me jaaiz he ya nahi? Mera ayk colleague he jo kehta he ke kisi ka dil khush karne ke liye manaana chahiye.
Q: Meri ammi ne ek qarz utarne ke liye doosri jaga se qarz liya he. Qarz is tarah he ke agar 50000 liya he to 65000 wapis karna parega aur wo bhi 5000 ya 6000 per month ke hisaab se instalment basis par aur ye silsila 10 ya 12 saaal se chal raha he. Jab qarz liya jata he to jhoot ka karobar show karwaya jata he. Baad me ye paise doosre kaamo me laga diya jate he aur ye silsila chalta rehta he.
Ab me is paise ke khilaaf is liye hota hu kyun ke ye sood or jhoot ka paisa he. Humare ghar me barkat nahi rahi jab se ye paisa aana shuru hua he. Kiya ye sood hi he?