Takaaful
Q: Jubilee family takaaful karwana jaiz he ya na jaiz?
Q: Jubilee family takaaful karwana jaiz he ya na jaiz?
Q:
1. Waraast ki taqseem kis tarah ki jaye. Agar waaris me 8 brothers hayat ho, 1 sister hayat ho aur 1 sister fot hogayi ho to is wirast me fot hone wali sister ka haq he?
2. Jo sister hayat ho, us ka kitna haq he, bhaio ke barabar ya half?
Q: Ummul Ambiya kise kehte he?
Q: Agar stepson apni stepmom ki sharamgaah ko touch karta he jab wo aurat soo rahi ho to kiya us aurat ka nikah toot jayega?
Q: Agar me ne university ki financial aid application me kuch savings aur assets chupaaye he aur agar mujhe financial aid mili bhi he to uss ka kiya mamla hoga?
Mere walid neik aadmi he aur ham itni ziyada fees (8 lac) de nahi sakte... iss liye chunke university wale assets (jin me jewellery, savings wagera aati he) ko dekh kar bilkul hi nahi dete aur ye chupana zaroori ho jata he aur sab jante he keh yehi mamla he. To phir bhi kiya ye haraam hoga? Agar taubah ki jaye to kais hogi aur iss ka tadaruk kiya hoga?
Q: Agar ghar me larai jagre ke doran Quran Paak ko koi banda neeche gira de lekin jab zameer malaamat kare to foran utha le aise bande ke baare me kiya hukam he?
Q: Kiya har Musalman ke liye ye zaroori he ke wo kisi peer (roohani buzrug) se bay'at ho. Agar koi shakhs aise na kare to uska kiya nuqsaan hoga aur agar bay'at karle to kiya faida hoga?
Q: Agar ek aurat apne 18 saal sotaili bete ko apna doodh pilayi aur uske penis ko pakar ke discharge karwaye to kiya us aurat ka nikaah toot jayega?
Q: Agar ghar me larai jagre ke doran Quran Paak ko koi banda neeche gira de lekin jab zameer malaamat kare to foran utha le aise bande ke baare me kiya hukam he?
Q:
1. Kiya 2nd umrah ke liye ihraam ko dhona ya naya lena he?
2. Marhoom ke naam ka umrah ho to sa'ee ke bad 2 rakaat nafal namaaz parhna he?