Shohar biwi ke bhai ko kehna ke "Me tumhari behen ko talaaq deta hu"
Q: Meri husband aur bhai ki phone par larai huwi. Phir mere husband ne mere bhai ko kaha ke me tumhari behen ko talaaq deta hu 5 to 7 times. Kiya yeh talaaq hogai?
Q: Meri husband aur bhai ki phone par larai huwi. Phir mere husband ne mere bhai ko kaha ke me tumhari behen ko talaaq deta hu 5 to 7 times. Kiya yeh talaaq hogai?
Q: If a man has two wives. One wife has 1 son and 1 daughter and the second wife has no children. Then the husband and two wives passed away. Pehle biwi ka hissa to us ke bacho ko mil gaya he. Seconf wifeka 1/8 property ka hissa kon lega? Doosri biwi ke ma aur baap dono zinda he aur 3 bhai bhi he.
Q: Agar tajdeed-e-imaan ke ba'd tajdeed-e-nikaah kiya jaye to kiya usme hum mahr rakh sakte he? Although mehr is not needed, I read it somewhere, but is there any problem if we keep the mahr in tajdeed-e-niksah after tajdeed-e-imaan?
Q: Me apne Abu ke saath kaam karta hu. Mere paas apni gaari thi. Mene Hajj karne ke liye apni gaari bhej kardi he. Ab me apne Abu ke paiso se gaari kharid sakta hu beghair bataaye?
Q: Agar Imaam Saheb jumuah ki doosri rakaat me qaumah me qunoot-e-naazilah- parhaade to kiya jumuah ki namaaz hojaayegi ya phir se parhni hogi?
Q: Kiya koi na mahram Qari ya Masjid ke Imam larkiyo ko Quraan Paak parha sakta he?
Q: Cigarette ki company me kaam karna jaiz he? Marketing ka kaam ya koi aur kaam?
س: مفتی صاحب کیسے ہو؟ میرا سوال یہ ہے کہ مسلمان مرتا ہے تو قبر میں منکر نکیر سوال کرتے ہیں جب ہندؤں کو جلایا جاتا ہےتو ان کو منکر نکیر کیسے سوال کرتے ہیں ؟کیا فرشتے صرف مسلمانوں کو سوال کرتے ہیں ؟ جزاک اللہ مفتی صاحب۔
Q: Mujhe paishab ke qatre nikalte he. Ab mai paishab karne ke baad kapra rakhta hu taake qatre usi mai gire. Phir jab wudhu karta hu to wo kapra nikalta hu. Sawal ye he ke kiya ab istinjaa karna zaroori he?
Q: Hamare samaj mai late marriages ki rasm aam hogayi hai. Ab agar ek musalman baalig ladka aur ladki kufu mai nikah kare magar secretly, to kiya nikaah mun'aqid hoga?
Jab kuch saalo baad unke waalidain phir unhe nikaah karne ka kahe,to kiya ye dono aapaas me second nikaah kar sakte he ruswayi se bachne ke liye?