Cable office me kaam karna
Q: Me cable office me kam kařta ho. Mera kam cable ki fee collect krna aur unka hisab kitab krna hai sirf. Meri ye job jaiz hai ya najaiz?
Q: Me cable office me kam kařta ho. Mera kam cable ki fee collect krna aur unka hisab kitab krna hai sirf. Meri ye job jaiz hai ya najaiz?
Q: Rasool (sallallahu alaihi wasallam) ny farmaya k yakenan Allah ne mery liye meri ummat sy un k dili khtrat yani waswaso mn darguzar farmad di jb tk is pr kam ya kalam na krein. Mera sawal yeh ha k iss hadees mn kam ya kalam ki thori si wazahat kr dein examples k sath
Q: Kya hum salatul haajat ki namaaz kisi bhi waqt pe par sakte aur zawaal ka waqt kab shuru hota he?
Q: Mujhe yeh jan'na hai ke kya billi ko ghar mein rakhna theek nai hai?
Q: Ek aadmi sharab pikar ghar aata he aur apni biwi se jhagda karta he aur fir apni biwi ko kai martaba talaq talaq talaq keh deta he. kya wo biwi ab us shakhs per haram ho gyi ya nahi.
Q: Ghilaf me Quran Majeed utha sakty hai?
Q: Agar mani kapre par lag jaye aur usko paak kia or subah uth ke dekha to wo sukh chuki thi na hati thi kapre par se or shalwaar dhone ki wajah se shirt gili huwi thi, subah pata chala mani to abhi tak laghi huwi to kya shirt bhi napaak aur bistar par soye wo ghila huwa to bhi napaak hogaya?
Q: Talaq ki sharah taleem yafta larkion main zyada q hai?
Q: kya tobacco or betel nut chliya ka business krna jaiz hai hamara tobacco ka business Dada krte thy unki wafat k bd mere walid aur Chachu krty hn lekin WO manty nhi k ye ghalat hai or m majbor hn unhe qail ni krskti is wqt chaliya mehengi hony ki waja s WO log khujoor ki guthliya chliya k tor pr farokht kr rhe hain kya ye jaiz hai k hum wholesale ye saman bech rahe hn WO khty hn k hm to sirf buyer ko dyte hn.
Q: Meri biwi pregnant hai is wajeh se meri saas usko tawiz pehnayi hai aur ek machis ki box me kuch match sticks. Lassun . Loha.. sukha mirch yani lal mirch aur machli pakarne ka jaal me use kiya hua loha dal kar hamesha us box ko apne sath rakhne ko kaha hai. Maine pucha to boli ye hifazat ke liye hai..aisi haal me mujhe kya karna chahiye.