Safar ki haalat me fajr ki sunnat parhna
Q: Agar banda musafir ho to fajar ki namaaz ki sunnat ki bhi qasar parhega ya nahi? Agar sunnat ki bhi qasar parhe to sawaal ye he ke qasar sunnat ki bhi qaza parhni hoti he reh jaane pe ya nahi?
Q: Agar banda musafir ho to fajar ki namaaz ki sunnat ki bhi qasar parhega ya nahi? Agar sunnat ki bhi qasar parhe to sawaal ye he ke qasar sunnat ki bhi qaza parhni hoti he reh jaane pe ya nahi?
Q: Kya orat gutno tak yaa gutno say b uper tak qmeez pehn sakti hai ??
Q: Kia ayat e sajda or us ka tarjuma dono parne se ik sajda wajib hota he ya do?
Q: Nifas k blood ki miyar 40 din hoti he 40 din k bd b ye aaye to namaz ka kia hukam ha?
Q: Jab koi foat ho jata hai tu uss kay ghar wallay uska kafan daffan ki taiyari krtay hain. Aissay mein bohat say log jo wahan jamah hotay hain unko khanna khelanay kay baray mein kiya ahkaam hain?
Q: Kia Allah itna bara pather bna skta hai jisy khud b na utha sky is main Khaliq hony or Qadir hony main sy tfarqa ho raha hai.
Q: Kia roz e qayamat paglon (majnoon) ka hisaab o kitaab hoga agar hoga to kis tarah say hoga? kia un ko aqal di jaye gi?
Q: Mera sawal ya ha k ma aik hospital ma kam karta ho aur huma hospital walo na kaha ha k ap k account open karana ha aur ap KO salary waha sa mila gi 15 member ka staff ha jin ka account open hona ha un ma sa 3 member non Muslim ha kya in member ka Islamic bank ma Islamic current account open kar sakta ha salary ka leya?
Q: Me har month apni slalry me se kuch hisa Allah ke waaste zarorat mand logo ko de deya krta hoon mgar next month mere father retire ho rahe hain or mere walid sahib ne mjh se ghar k kharacha me izafe ka kaha hai albata mere amdani me koi izafa nai hua hai to kia me wo jo raqam Allah ke waaste zarorat mnd logo ko deya krta tha us raqam ko ghr k kharach k izafe me use kar sakta hn kiu k mere ikhrajat is wqt mjhe izafe ki ijazat nai de rahe hain agr me Allah ke waaste to raqam deta tha agr use ghr k ikhrajat me use kroga to kia Allah naraz to nai hoga?
Q: Main yeh pouchna chahta hun k kya hum aik waqt me 2 wazaif kar sakty hain? Matlb k jesy main subha k time aik wazifa karun or din ko kisi b waqt ya wesy b kisi or maqsad k liye koi or wazifa karun. Iska koi nuqsan to nahi hoga?