Asr namaaz ke bad, tawaaf ke do rakaat parhna
Q: Asar namaz ke baad, Maghrib se pehle to us waqat namaz parhna makrooh hota hai. To Tawaf-e-ziyarat mai 7 chakar pure karne k baad, maqam-e-ibrahim par 2 rakat nafl parh sakte hain yaa nahin? Agar parh liye 2 rakat Asar namaz k baad Maghrib namaz se phele, to koi masla to nahin? Hajj qabool hoga yaa nahin?