Taalib-e-ilm par kharch karne waale ki fazeelat
Q: Agar koi deeni taleem hasil kar raha hu aur uss ki taleem ke ikhrajat main aap bhi hissa daal rahe hu tu iss ki kiya fazeelat hai?
Q: Agar koi deeni taleem hasil kar raha hu aur uss ki taleem ke ikhrajat main aap bhi hissa daal rahe hu tu iss ki kiya fazeelat hai?
س: ایک شخص مسلمانوں کے ساتھ نماز ادا کرتا ہے اور روزے رکھتا ہے۔ لیکن اس کے کچھ رشتے دار مرزائی قادیانی ہیں۔ وہ اپنے مسلمان رشتے داروں کے ساتھ ساتھ قادیانی رشتے داروں سے بھی ملتا ہے۔ کیا ایسے شخص کو کافر اور خارج الایمان کہا جا سکتا ہے؟ کیا ایسے شخص سے مسلمان رشتے داروں کو قطع تعلقی کر لینی چاہیے؟ اور جو لوگ اس سے قطع تعلقی نہی کرتے انکے بارے میں کیا حکم ہے؟
Q: Mere baray 2 bhai choti umer se. Abu ke sath abu ki shop par kaam karnay lag gaye thay. Abu ne ghar khareeda or banaya. Phir abu burhay ho gaye to shop par jana chor diya. Uske baad bhaiyon ne jitni bhi property banaye wo abu ne bhaiyon ke naam kar di. Ab jab hum jo ghar abu ke naam par hai us me se wirasat se hissa ki baat kartay hain to bhai kehtay hain ye to ghar hamaray paison se liya hai. Hum choti umer se kaam karnay lag gaye thay abu sath or kehtay hain humne parhaya hai tum logon ko. Tum logon ka koi hissa nahi. Kiya hamara wirasat me koi haq nahi ya hum apna haq maang kar gunah kar rahay hain. Wo kehtay hain ami ka bhi haq nahi hai.
Q: Agar kisi musalman ko shab-e-qadar naseeb hojaye tu uski nishaniya ya alamat kiya hai?
Q: Mere papa ek gana sun rahe the jisme kuch jumle kufriya the... Jab maine unse pucha ke aap ne ye gana sath me gaya to nahi to unhone kaha nahi..fir kaha ke gana badhiya hai...to maine kaha isme kuch galat bol hain...to unhone kaha maine dihan nahi diya or kaun dihan deta hai ye to manoranjan hai....maine unhe ye nahi kaha ke usme kufriya jumle bhi hain... Ab unpe kiya hukm ayega?
Q: Agar wife apne zinda husband ko murda qarar de kar apne parents ki taraf se hisse me ai propertiy ko dhoke se apne bahiyo ke name kar de to aisi aurat ke liye kiya hukam he jab ke uski apni aulad aur aulad ki bhi aulad moujod ho. (Is maslay me aurat ke bahiyo ki taraf se bhi dhoke se property apne name karwane ka mamla bhi moujod he).
Q: Jo log kehte he ke Tuesday or Saturday ko koi kaam na kare jaise ke nikaah to is bare me farmaye.
Q: If a man says to his brother that "I am leaving my wife" one time. Tu kiya divorce ho gayi ya nahin?
Q: Shia Sahaabah raziallahu anhum ko kyu bura ya lanat bhej te hai? Khaas kar ke Hazrat Abu Bakar, Hazrat Umar aur Hazrat Usmaan raziallahu anhum ko? Kya Hazrat Ali se in 3 Sahaaba se dushmani thi ya mohabbat thi? Yeh Shia kab aur kahan se shuru huwa?
Q:
1. Mujhe meri shadi jaldi hone ke liye roza rakhna he. Kiya me roza rakh sakti hu?
2. Nafil roza week me 1 bar rakh sakti he? Agar rakh sakte hai to konse din rakhna chahiye? Niyat kab karna hoga? Aur iski dua kiya he?
3. Agar mera roza us din toot gaya to kiya me koi agle din rakh sakti hu?