Asr namaaz ka waqt kab khatam hota he?
Q: Asar ki namaaz ka waqt kab tak end hota he?
Q: Asar ki namaaz ka waqt kab tak end hota he?
Q: Agar koi shohar apni biwi se kahe ke jaa ke bata do sab ko ke mera shohar kaisa he kabhi mujhe talaaq dene ki baat karta he aur kabhi kehta he ke talaaq de dunga to kiya aisa alfaz se talaaq waaqi hoti he?
Q: Jumuah ke din jis ka intiqaal hota he kiya us se sawaal jawaab nahi hota?
Q: Hamare ghar me ek bacha hua tha. Aaj 40 din hogayi he. Kiya aaj hi namaaz shuroo karni he ya phir kal se shuroo karu?
Q: Kiya larki ka wali ke be ghair nikaah ho sakta he? Jab ke larki ka walid us nikaah ko nahi maanta aur larki ne khud se 22 saal bare aadmi se nikaah kiya he?
Q: Aaj ghusse me mere shohar ne kaha ke me tumhe chor dunga to kiya talaaq ho gayi he ya nahi?
Q: Me bohot pareshan hu meri madad kare. Ghar wale meri shaadi nahi karte he aur na hi mujhe roza rakhne dete he jisse meri shehwat had se ziyada bari jaati he aur mujhe dar lag ta he ke me kahi zina na kar bhetu. Me puri koshish karta hu ke mushtzani bhi na karu aur ab me pagal ho raha hu kiyu ke shehwat bohot ziyada he aur is pareshani ki wajah se me saheeh tarah se khana bhi kha pata bhook mar gayi he. Kai bar me ne apne aapko mushtzani karte karte roka he. Please meri madad kare.
Q: Kiya TV dekhne waale ki dua aur namaaz qabool hoti he?
Q: Agar nabaligh bache ki sharamgah kisi ne dekh li to kiya gunah hua?
Q: Kiya nikaah ke waqt larki qabool ki jaga ijazat he bol sakti he agar is se pocha he yun jaye ke aap ki ijazat he? Is se nikaah pe to koyi farq nahi parhta?