Shohar aur biwi ka barhanah sona
س: شوہر بیوی کا برہنہ سونا کیسا
س: شوہر بیوی کا برہنہ سونا کیسا
Q: Agar ghalti se mani kharij ho jaye aur ghusl karne ki koi jagah na ho to namaaz kaise ada hogi?
Q: Jab farz namaaz me hum 4th rakaat me shamil hote he us ke baad imam jab salam kerta he baqi jo rakaat he un me kiya surah parhni he ya nahi?
Q:
1. Tahajjud ki namaz ki adaegi ke liye witr (3) rakat ka tahajjud ke waqt tak keliye muakkar karna zaroori he? Is tarah ke bila tahajjud ki namaz ada hogi ya nahi?
2. Tahajjud ki namaz ka durust tareeqa or rakaate bata de.
Q: Mera ek dost doosre dost ke peechay sirf touch kiya tha poora andar dakhal nahi kiya tha to kiya yeh zina hoga?
Q:
1. Kiya me apni biwi ke nipples chooss sakta hu?
2. Kiya me apni biwi ke sharamgah me ungli dal sakta hu aur wo meri sharamgah hath me pakar sakti he?
3. Kiya me humbistri ke doran jub mujhe mehsoos ho ke mani nikalne wali to kiya me apni biwi ke jism pe kharij kar sakta hu (meri biwi ko koi iteraz nahi).
4. Kiye me aur meri biwi bathroom me sex kar sakte he?
5. Kiya me aur meri biwi nange (naked) so sktay he chadar auhr kar?
Q: Kiya hum holi offer me koi samaan khareed sakte he? Hum ye nahi sochte he ke aaj holi he to khareedte he balke price kam hua he to is liye khareedte he.
Q: Humare yahaa ek idaara he. Us me sadaqah ke gosht ata he. Kiya wo gosht bachon ke saath saath office ke staff bhi kha sakta he?
Q: Me ne chaar rakaat nafl namaaz me Surah Fatiha ke saath ek rakaat Surah Ikhlaas doosri rakaat me Surah Naas aur teesri rakaat me Surah Falaq aur akhir me Surah Kosar parhi? Kia ye theek he?
Aur chaar rakaat fardh namaaz me Surah Fatiha ke saath pehli rakaat me Surah Ikhlaas aur doosri rakaat me Surah Naas parhi aur teesri or chothi rakaat me sirf Surah Faatiha parhi? Kiya ye sab theek he? Meri namaaz theek he? Agar nahi to behtar tareeqa bata de.
Q: Haiz se farigh huwe biwi se ghusal se pahle agar humbistari karli jaye phir hamal ho jaye to yeh jaiz he ya hamal khatam karna ho ga? Is ka koi kaffara he ya teek hoga?