Ghusl-e-janaabat me kaan ke ander masah karna
Q: Ghusl-e-janaabat me kaan ke andar aur baher ka masah kafi he? Kaan ke andar aur baher ke hisse ka sirf masah karne se kiya ghusal hojaye ga ya andar aur baher ke hisse pe paani bahaana zaroori he?
Q: Ghusl-e-janaabat me kaan ke andar aur baher ka masah kafi he? Kaan ke andar aur baher ke hisse ka sirf masah karne se kiya ghusal hojaye ga ya andar aur baher ke hisse pe paani bahaana zaroori he?
Q: Aurat ke liye na mahram kon hoti he? Aur un se parde ka kiya hukm he?
Q: Meri umer 18 saal he or me ne khauf me apne waalid se jhoot bol diya or Allah ki qasam khaa li he. Me sharminda hu aur me ne Allah se or apne waalid se maafi mangi he lekin is ka kaffara kiya hoga?
Q:
1. Quraan ke hum par kiya huqooq he?
2. Huqooq ke adayege ke liye kis qadr koshish zaroor karne chahiye aur kis darje me (fardh/waajib/sunnah/mustahab)?
Q: Mene apne beti ka naam "Anabia" rakha he or begum ko bhi yahi pasand aya he. Kiya yeh naam theek he?
Q: Mera naam mere abba ne Muhammad Ghous rakha tha. Bohat Saare log kehte he ke yeh naam nahi rakhna chaahiye kyun ke Ghous naam ka meaning help murad puri karne wala hota hai jo rakhna ghalat he. Ab is naam se mere saare documents bhi he. Kiya yeh naam rakhna saheeh he? Kiya is naam se koyi maslah he?
Q: Agar kisi baap ke dil me jante huwe ya la ilmi me apni beti ke liye koi ghalat khiyaal aajaye to kiya is ki biwi is pe haraam hojayegi?
Q: Jo paisa share market me business ke liye lagaya ho us per zakat banti he ya nahi? Aur jis paiso se monthly trade karte he kiya us par bhi zakaat banti he?
Q: Hum umrah ki niyyat kar rahe he aur hamari beti 1 year ki he Masha Allah. To kiya uska bhi umrah ho jayega.
Q: Agar aurat jaanwar ke sath sex kare gi to kiya nikaah toot jayega?