Miqaat ke andar ihraam baandna
Q: Meri family Pakistan sy visit visa par jeddah ayi. Wahan 2 raat reh kar hum nai miqat se ihram banda aur umrah kia. Ab kuch log key rahy hain ke aap ke bhai par damm hogaya, aap ko damm dena parega. Rehnumayi farmaye.